Sari insaniyat se Achi guftagu
Rab ï·»ne duniya me basne wale insano ke saat husne suluk karne aur zaban se nikalne wale alfaz ke hawale se Kisi mazhab ki takhsis nahi farmaye ke musalmano se is tarha baat Karo aur geer Muslim se is tarha baat Karo , Nahi !!
Balke farmaya : sari insaniyat se Achi tarha baat Karo farmaya gaya .Yaha se ek kaidah aur hame Mila ke jab be zaban harkat kare , hamara muh khule aur alfaz zaban se nikle to Quran ke is farman ke mutabiq ache alfaz zaban se nikle .
Qurane mukadas me status rakhe hai , maratib rakhe gaye hain , baat karne ke hawale se darjat rakhe gaye hain , Sahil aye is se kis tarha baat Kare, maa Baap se kis tarha baat Kare, Teachers se kis tarha baat Kare, yaha tak ke Rasool ï·º ke bargah me jab tum hazir ho to waha kaise baat kare , ye sare adab Qurane mukadas me bataye hai. Aur hadise paak se be hame Rasool ï·º ke bohut Sare irshad milte hai. Aur khud Rasool ï·º ke andaze guftagu ko aagar hum padhe , to hame samjha me aa jaye ga, ke baat karne Ka andaz aur zaban se nikalne wale alfaz kaise hone chaye.
Post a Comment
Post a Comment